Har din sey pyara lagta hain hame ye khas din,
Jisse bitana nahi chahte hum aap bin.
Vaise to dil deta hain sada hi duaa aap ko,
Phir bhi kehte hai mubarak ho aap ko ye janamdin..
`
Tumhari iss adaa pey kya jawaab du,
Apne yaar ko kya tohfa du..
Koi acha sa phul hota toh mangvati mali sey,
Joh khud gulab hain us ko kya gulab du.
Janmdin Mubarak Ho..
`
Ye din ye mahina ye tareekh jab jab aayi,
Hum nye kitne pyaar sey janam din ki mehfil sajayi,
Har shama par naam likh diya dosti ka,
Is ki roshni me chand jaisi teri surat hain samayi.
Janmdin Mubarak!!
`
Bahut dur hain tum se, par dil tumahre pass hain..
Ji me pada hain yaha, par ruh tumahre pass hain..
Janamdin hain tumhara, par jashan humare pass hain..
Juda hain ek dusre sey hum, par fir bhi tum humare pass ho or hum tumhare pass hain....

0 comments:
Post a Comment