Khuda kaise karun shukriya is din key liye
Jis duniye tumhe dharti pey bheja hamare liye
Na jane kyu main intezar kar raha tha
Shayad janmdin hain tumhara is liye
Meri har ek dua hain teri lambi umr key liye
Dil khud janta hain tu naa ho dhadkega kis key liye..
`
Agar yaad tum ko naa rahe apna janmadin
Check karte rahna yuhi apne mobile ka inbox hardin
Main kabhi naa bhulunga apne yaar ka janmdin
Chahe wo ho mera akhri din
Aap ko jarur mera ye msg. milega
Jis pe likha hoga “mubarak ho aap ko aap ka jamdin
`
Zarur tum ko kisine dil sey pukara hoga,
Ek baar toh chand ney bhi tum ko nihara hoga,
Mayus huye honge sitare bhi us din,
Khuda ney jab Zamin par tum ko utara hoga..
Janmadin Mubarak!!!
`
Yeh din yeh mahina yeh taarikh jab jab aai
Hum ney kitne pyaar seh janam din ki mehfile sajai
Har shama par naam kikh diya dosti ka
Iss ki roshni me chaand jaisi teri surat hai samai

0 comments:
Post a Comment